Narazgi Shayari in Urdu/Hindi (Narazgi Poetry for someone)

(Last Updated On: November 1, 2021)

Check 100+ latest poetry in Urdu and Hindi about Narazgi for WhatsApp and Facebook. Now get Narazgi Shayari in Urdu/Hindi and Download with image..!! GET Narazgi poetry in English and Narazgi SMS for lover and friends for Free.

Biwi Se Narazgi Shayari

narazgi shayari poetry

Narazgi mein kuch nahin rakha mohabbat se jeena seekho
Ye jo duniya hai na mera thikana hai aur na hi tera ghar

ناراضگی میں کچھ نہیں رکھا محبت سے جینا سیکھو
یہ جو دُنیا ہے نا میرا ٹھکانا ہے اور نا ہی تیرا گھر

गुस्सा होने में कुछ भी गलत नहीं है। प्यार से रहना सीखें
यह दुनिया न तो मेरा निवास है और न ही आपका घर है
narazgi shayari poetry
Wese koi wajah nahin narazgi ki
Bas zid mein yunhi naraz hue bethe dono

ویسی کوئی وجہ نہیں ناراضگی کی
بس ضد میں یونہی ناراض ہوئے بیٹھے دونوں

नाराज होने का कोई कारण नहीं है
वे दोनों बस वहाँ गुस्से में बैठे रहे
narazgi shayari poetry
Aisa lagta hai narazgi abhi baqi hai
Hath thama hai us ne magar dabaya to nahin hai

ایسا لگتا ہے ناراضگی ابھی باقی ہے
ہاتھ تھما ہے اس نے مگر دبایا تو نہیں ہے

ऐसा लगता है कि आक्रोश अभी भी है
उसने अपना हाथ पकड़ रखा था लेकिन उसे दबाया नहीं था
narazgi shayari poetry
Apni narazgi ki koi wajah to btai hoti
Hum zamane ko chhor dety tujhe mnane ke liye

اپنی ناراضگی کی کوئی وجہ تو بتائی ہوتی
ہم زمانے کو چھوڑ دیتے تجھے منانے كے لیے

उसने अपने गुस्से का कारण बताया होगा
हम आपको मनाने का समय छोड़ देंगे
narazgi shayari poetry
Na karo takrar mujhe tumhara hi khayal hai
Phir baat se baat nikle gi aur tum rooth jao ge

نا کرو تکرار مجھے تمہارا ہی خیال ہے
پِھر بات سے بات نکلے گی اور تم روٹھ جاؤ گے

मैं तुम्हारा नहीं दोहराता
तब शब्द बाहर आ जाएगा और आप भटक जाएंगे
narazgi shayari poetry
Ab mout se keh do ke hum se narazgi khatam kar le
Wo bohat badal gaya hai jis ke liye hum zinda they

اب موت سے کہہ دو كے ہم سے ناراضگی ختم کر لے
وہ بہت بَدَل گیا ہے جس كے لیے ہم زندہ تھے

अब मौत को हमसे नाराज होने से रोकें
यह बहुत बदल गया है जिसके लिए हम जीवित थे
narazgi shayari poetry
Azl se qayem hain dono apni zido’n pe Mohsin
Chale ga pani magar kinara nahin chale ga

ازل سے قائم ہیں دونوں اپنی زدوںپہ محسن
چلے گا پانی مگر کنارہ نہیں چلے گا

दोनों ही अनादि काल से स्थापित हैं
पानी जाएगा, लेकिन किनारे नहीं जाएगा

Friend Narazgi Poetry

 

1: yehi halat ibtada se rahay

Log hum se khafa khafa rahay

 

2: aisa lagta hy narazgi abi baaqi hy

Haath thamaya hy us ne lekin dabaya to nahi

 

3: naraz karnay walay teri koe khata he nahi

Mohabbat kya hy shyd tujhay pata he nahi

 

4: azal se qaaiym hyn dono apni zindon pe mohsin

Chalay ga paaani magar kinara nahi chalay ga

 

5: badal diya hy hum ne naraz hone ka treeqa

Roothnay ki bajaye ab zra sa muskura detay hyn

 

6: kis kis ko batayn gy judai ka sabab hum

Tu mujh sey khafa hy to zamany kay liye aa

 

7: naraz tum, naraz hum, kesay mitayn gi ye dooriyaan

Hum muntazir, tum bekhabar, dono ki hyn majbooriyaan

 

8: jis simt bhi dekho nazar ata hy kay tum ho

Ay jaan-e-jaa’n ye tum ho kay tum sa hy koe

 

9: mein wahan wahan hoon jahan jahan tum ho

Tum kahan kahan sey karo gy ab guraiz

 

10: faraz ab koe soda ab koe janoon nahi

Magar kar tahay hon sakoon sey din, ab ye bhi nahi

 

11: wo bhi kya din thay faraz

Jab un sey ishq kam aur ashiqui zayada thi

 

12: ashique, sabar, talab aur tamanah be-taab

Dil ka kya rang karun khoon-e-ejigaar honay tak

 

13: humary hisay mein

Uzar aaye, jawaz aaye, asool aaye

Narazgi Shayari 2 Lines

14: log kehtay hyn kay tu ab bhi khafa hy mujh sey

Lekin teri aankhain tou kuch aur kehti hyn mujh sey

 

15: itna to bata jaao khafa honay sey pehlay

Wo kya karain jo tum sey khafa ho nahi saktay

 

16: phir kisi baat pey naraz ho naa jaao kahin

Tum se to baat barhatay huwwe bhi dar lagta hy

 

17: sab khafa hyn meray lehjay sey

Meri halat sey waakif koe bhi nahi

 

18: ay ghum-e-zingai naa ho naraz

Mujhey tou aadat hy muskurranay ki

 

19: Sab Hon gy Yaha Magar Ham Na Hon gy

Haymare Na Honay  Se Log Kam Na Honge

Aise To Bahut Milenge Pyar Karne Wale

Hum Jaise Bhi Milenge Magar Wo Hum Na Honge

 

20: Q Naraz hOte ho MerI In nadan HarKatO se

A dOst

KucH din kI zindaGi hy phi chalay jayn ge tere is jahaN sey….!

 

21: Kabhi Socha Naa Tha Ki Muskuranay

Kabhi Socha Na Tha Ki Muskurane ki Aadat Bhi Kitni Mehngi Pare gi Humko.

Chor  Dya Sabnay Ye Soch Kar Kay Ham To Akelay Bhi Khush Reh Lein ge..!

 

22: who aj bhi apni jagah dhoond raha hy

jis par likha tha Ki aik  baar to puch lo kesay  ho tum.

 

23: gairo’n  par marnay ki unki fitrat

Gairo’n  par maray  ki unki fitrat ho gae

Humari mohabbat unki shikaayat ho gae

saari duniya ko chahtay hyn  wo apnana

bus aik mere he  naam se unhain nafrat ho gae

 

24: Tum Ney Samjha He Nahi Or

Tum NeY Samjha He Nahi Or Na Samjhna Chaha

Hum Chaahtay Bhi Kya Thay Tum Sey Tumharay Siwa

 

25: Toba to kar li hy ishq

Toba tou kar li hy ishq sey lekin

Thora sa zehar la do aj bohat udaas hoon mein

 

26: Teray Ishq Ney loota Jitna Ab

Tere Ishq Ne loota Jitna Ab Kuch Khonay Ko Nahi

Aisay hyn Halaat Ki Aik Aansu Bhi Ronay Ko Nahi

 

27: Apnay Siwa Or Kuch Mila Hy

Apnay  Siwa Or Kuch Mila Hy Tumhay

Sou baar ley chukay ho meray dil ki talaashi

 

MORE COMING ABOUT NARAZGI SHAYARI IN URDU, HINDI AND ENGLISH WITH IMAGES..!!

Leave a Comment

GET HOT GIRLS & Boys Numbers 🔥👩 💋 🥵💋

X