Happy Allama Iqbal Day Shayari Urdu (Allama Iqbal Day Poetry English)

(Last Updated On: November 14, 2021)

CHECKOUT!! 150+ Latest Allama Iqbal Poetry in Urdu 2 Lines for WhatsApp, Facebook and Instagram. NOW GET!! 99+ Allama Iqbal Poetry in Urdu Love with IMAGES..!! You can read and share ALLAMA IQBAL poetry in Urdu for Students and download with IMAGES..!! Allama Iqbal is a GREAT POET in Persion and Urdu in the whole world. All people and poetry lovers celebrated HIS birthday on 9 November every year. He was REAL HERO of the Nation.

Allama Iqbal Poetry for Pakistan

Allama Iqbal Day Shayari

Iqbal! Yahan naam na le Ilm e khudi ka
Mozoo nahin muktab ke liye aise mulaqat

اقبال ! یہاں نام نا لے علم خودی کا
موضوع نہیں مكتب كے لیے ایسے ملاقات

इकबाल! यहाँ आत्म-ज्ञान का नाम है
ऐसी बैठक स्कूल के लिए विषय नहीं है
Allama Iqbal Day Shayari
Ya Ghazi, Ye tere pur israr bande
Jinhain tu ne bakhsha hai zoq e khudai

یا غازی ، یہ تیرے پر اصرار بندے
جنہیں تو نے بخشا ہے زوق خدائی

हे गाजी, उसे तुम पर जिद करने दो
जिन्हें तूने ईश्वर को प्रदान किया है
Allama Iqbal Day Shayari
In Ghulamo ka ye ye maslik hai ke naqis hai kitab
Ke sikhati nahin momin ko ghulami ke tareeq

ان غلاموں کا یہ یہ مسلک ہے كے ناقص ہے کتاب
كے سکھاتی نہیں مومن کو غلامی كے تریق

इन दासों की यह पुस्तक त्रुटिपूर्ण है
आस्तिक को गुलामी का तरीका नहीं सिखाता
Allama Iqbal Day Shayari
Momin ka woh andaz ba kamaal kho gaya
Iqbal teri qom ka iqbal kho gaya

مومن کا وہ انداز با کمال کھو گیا
اقبال تیری قوم کا اقبال کھو گیا

आस्तिक की वह शैली आश्चर्यजनक रूप से खो गई है
इकबाल ने अपने देश का इकबाल खो दिया
Allama Iqbal Day Shayari
Hazaron saal nargis apni be noori pe roti hai
Bari mushkil se hota hai chaman main deedavar paida

ہزاروں سال نرگس اپنی بے نوری پہ روتی ہے
بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا

हजारों सालों से नरगिस अपनी रोशनी की कमी पर रो रही हैं
लॉन में दृष्टि बनाना बहुत कठिन है
Allama Iqbal Day Shayari
Shahadat hai matloob o maqsood momin
Na maal ghaneemat na kishwar kushai

شہادت ہے مطلوب و مقصود مومن
نا مال غنیمت نا كشور کشائی

शहादत आस्तिक का लक्ष्य है
कोई लूट नहीं, कोई किशोरावस्था नहीं

Allama Iqbal Poetry in love

1: iqbal teri azmat ki dastaa’n kya sunaun
Teri zindagi pe likhun to alfaaz naa paaun

2: iqbal kay baray mein kya kahaien hum log
Shayari unki adab par kar rahi hai raaj

3: 9 november ko qadam rakha tha arz-e-paak pey
Naam tha iqbal shohrat chaah gai aflaak par.

4: mere iqbal mein sharminda hoon teri rroh se
Tere khawabon ki jo tabeer thi phir khawab kya

5: manzil se agy barh kar manzil talaash kar
Mil jaaye tujhko darya to samandur talaash kar

6:nahi khawab ki khogar tabiyat azaad
Howaaye sayr misaal naseem paida kar

7:jawano ko meri aah sehar dey
Phir in shaheen bachon ko baal e par dey

8: khudi ki kahlooton mein gum raha mein
Khuda key samne goya naa tha mein

9: tere seenay mein dum hy dil nahi
Tera ghum garmayi mehfil nahi hy
Zulm behar mein khoo kar sanbhal jaa
Tarap jaa payj khaa khaa kar badal jaa

10: tera tan rooh se ashnaa hy
Ajab kya aah teri naarsaa hy

11: tera andaisha aflaaqi nahi hy
Teri parwaaz lo-laaki nahi hy

 

Allama Iqbal Poetry in Hindi

12: makaani hoon kay azaad makaa’n hoon

Jahan mein hoon kay khud sara jahaa’n hoon

13: nigaah ulgi hue rang-o-boo mein

Khudar khodi gai hy chaar soo mein

14: teri duniyaa jahaan murg-o-maahi
Meri duniya fagaan subh gaahi

15: atta aslaaf ka jazab darunh kar
Shareek zumrah laa yahzano kar

16: koi dekhay to meri ney nawazi
Nafs hindi mukaam nagma taazi

17:kal apnay mureedo’n se kaha peer maga’n ney
Qeemat mein ye maiyni hy darh -naab sey deyh-chand

18:fitrat mein manindh naseem sehri hy
Raftaar hy meri kabhi ahista kabhi taiz

19: dawa ki talaash mein raha
Dua chor kar

20: har mashriq ka charta suraaj mujhey ye dars deta hy
Key magrib ki taraf jaao gy to doob jaao gy

21: Sajdo’n kay badlay firdous mujhey manzoor nahi
Bey-los mein Ibadat karta hoon banda hoon tera, mazdoor nahi

22: ye aik Sajda jisay tu garah’n samjhta hy
Hazaar Sajday sey deta hy aadmi ko nijaat

 

Allama Iqbal Best Poetry in Urdu

1: Dushman kay iradon ko hy zahir agr karwana
Tum khel wohi khelo andaz badal daalo

2: Ay dost karo himat kuch dur sawaira hy
agr chahaye ho manzil to parwaaz badal daalo….

3: Ye bata kis say muhabbat ki jaza mngay ga.
Sajda Khaaliq ko bhi, iblees say yarana bhi,
Hashar mein kis say aqeedat ka sila mangay ga.

4: Meri sadgi dekh kya chahta hooan
Sitam ho kay ho wada-e-behijabi
Kae baat sabr-azma chahta hoon
Ye jannat mubaraka rahay zaahido’n ko
kay mein ap ka saamna chahta hoon
koi dam ka mehman hoon ai ahal-e-mahfil
Chirag-e-sehar hoon, bujhana chahta hoon

5: Auron ki nigaaho’n mein wo mosaam ka kheezaa’n kya,
Hai sil sila ehwal kya har lehza dagrgun,
Aye saleke reh fikar na kar sudo zayan ka,
Shaid kay zaamin hy wo kesi aur jahan ka,
Tu jisko samjhta hy falaka apne jahan ka,

6: Jis Rizq Say Aati Ho, Parwaz Mein kotahi,
Aain-e-Jawanmardi, Haq Goi-o-bay Baaqi,

ALLAH kay Shero’n ko, Aati Nahi Rubaahi,

7: Dekhtay Rahe Logon kay Aiyab-o-Hunaar
Pari Jab Apney Gunaho’n Per Nazar

To Nigah Mein koi Or Bura Na Raha.

8: Jo raaz na rakh paye hum-raaz badal daalo
Tum ney b suni ho gi bari aam kahaawat hy
Anjam ka jo ho kahatra aghaaz badal daalo

9: Pur-sooz dilo’n ko jo muskaan na dey paaye
Sur he naa milay jis mein wo saaz badal daalo

10:Bashar Ki sir Bulandi mein bhe Koi Raaz hta hy !!

!! Jo Sir dey dey sir-e-Maidan Wohi sir Faraz hta hy !!

!! Jahan pey Khtam Hoti Hein Hudood-e , AQL-e-Insani !!

!! Wahan Se ‘MOHAMMAD’ (S.A.W.W)’ Ki SHAN Ka Aghaz hta hy..!

 

Allama Iqbal Poetry in English

2: kesy Daur-E-Jhala mein jee rhe hein hum ‘IQBAL’ Yaha Adam ka Beta khush hta hy,Hawa ki
Beti ko Benaqab Dhk kar…

 

3: Es dasht k sehra ko samandar ker dy

Ya meri Aankh k hr Ashk ko pathar ker dy

Ay ALLAH mein aur nahi kch tujhsey mangta

meri chadar mere peyron k brabar ker dy

Mjhe ghyr na lay, yeh Aatish-e-Duniya kahin

Mujh pr Apni Rehmat ka saya ker dy

Mujhe khaak na kerdy meri Hasti ka ghuroaur

Mujhe mere Nafs se Moutabar ker dy

Ay KHUDA meri Duaon mein wo asar ker dy

Mangu mein tujhsey Qatra..

aur TU Samandar ker dy..

*aameen*

 

4: Dil se jo baat nikalti hy asar rakhti hy_._._._._!!

peyr nahi taqat-e-parwaz magr rakhti hy_._._._._!!

[Alama Iqbal ]

 

5: Apne Matlab k ilawa kon kisi ko pochta hy.,.

‘IQBAL’ Shajar jab sokh jayehn tu parindy b basera nahin karty.,.

 

6: Tere Amal se h Tera Preshan hona

Warna Mushkil nahi Mushkil Asan hona

Dono Aalm pey Hkomat ho Teri a Muslim

Tu Samjh jay Agr APNA MUSLMAN Hona!

!Bashar Ki sir Bulandi mein bhe Koi Raaz hta Hay!!

!!Jo Sir deyday sir_e_Maidan Wohi sir Faraz hta Hay!!

!!Jahan pey Khatam Hoti Hein Hudood_e_AquL_e_Insaani!!

!!Wahan Se PANJETAN Ki SHAN Ka Aaghaz hta Hay.

 

7: Iqrar’e Mohabt ehdo’o’wafa sub jhooti sachi baten hein,

‘IQBAL’

Har shaks khudi ki masti meinin bus apni khatir jeeta hy.

 

8: Chup chap so rahe hn wo aan baan wale,

Munh k bal gire hn wo unchi shan wale,

Tujhy kho dya hum ne paane k baad,

Teri yaad ayi humeinin tere jane k baad,

‘Happy IqBaL dAy’

 

9: Sirf Ehsaas-e-Nidaamat

Aik Sajda Aur Chashm -e- Num

Aey Khuda Tujh Ko Manaana Tou Bohot Aasaan hy….! (Allama Iqbal)

 

10: F¡RdOs_E_JaNaT mein lAkH hOauroN kA tAsAvaur sAh¡,

‘IqBa£’

Ma¡n Ek InSaN k IsHq Se N¡KlOn To WaHaN tK pOhUnChOn.

 

Poetry of Allama Iqbal for Students

11: Parindon mein Kabhe Firqaa Parasti Nahi deykhi….

IQBAL,

Kabhe Mandir pey ja Bethay

Kabhe Masjeed pey Ja Bethay….

 

12: ‘Dunya ki thokeron se aik hi sabaq seekha hy,,

‘Iqbal’

Tamam mushkilon ka hal ek Sajda-e-Khuda mein chhupa hy’.!

 

13: Kya hua jo tere maathy pey hein sajdon k nishan,

Koi aisa sajda bhe ker jo zameinen pey nishan chaur jae.

 

14: Na Thi Jab Apnay Haal Ki Khabar

deykhtay Rahay Logon K Aib-o-Hunar

Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar

To Nigah meinin Koi Aur Bura Na Raha..,,..,.,

 

15: Ho Gai Aaj kch Zuban kehty kehty,

Hichkicha Gya mein khud ko Musalman kehty kehty,

yeh baat Nahi k Muj ko us Par yaqeen Nahi,

Bas Dar Gya khud ko saheb-e-Imaan kehty kehty,

Tofeq Na hoi Mujhy Ek waqt ki Namaz ki,

Aur Chup Hoa Moazan Aazaan kehty kehty,

Kisi kafir Ne jo Poocha k yeh kia Hay Maheena,

Sharam se pani hoa mein Ramzan kehty kehty,

mere SHELF mein Gard se Atki kitaab ka Jo Poocha,

mein Garh Gya Zameinen mein Quran kehty kehty,

yeh sun k Chup sadh Li ‘IQBAL’ Us Ne,

Yoon laga jese ruk gaya ho mujhay Hewaan kehty kehty…!

 

16: Rakha Jab Sajdy mein sir Tu Ahesas Howa

‘IQBAL’

K Dil mein To Khuda Ko Basaya Hi Nahi Sajdy mein Kis Ki Talash hy….

 

17:
Allama iqbal islamic poetry masjeed to

Allama Iqbal Islamic Poetry

Masjeed To Banadi Shab Bhar meinin Imaan Ke Hararat Walon Ne

Man Apna Purana Papi Hay Barson meinin Namazi Ban Na Saka

Hussn e kirdaar say noaur e mujassim ho ja kay

Hussn-e-Kirdaar say Noaur-e-Mujassim Ho Ja,

Kay iblees bhe Tujhay deyhkay to Musalmaan Ho Jaey…..!

(Allama Iqbal)

 

19: Kon Kaisa hy yeh hi Fikar rahi Tamam Umar

IQßAL

Khud Kaisa Hon Kabi ßhool Kar ßhi Socha Nahi…

Iqbal says

 

20: Zameiner jaag to jata ha, agr zinda ho…….!!

Kabi gunah se peyhle kabi gunah k baad….

 

Allama Iqbal Day Poetry 2 Lines

21: Dil e beena bhe kar khuda say talab Aankh ka noaur dil ka noaur nahin

(allama iqbal)

 

22: Bashar ki sir sir bulandi nein bhe kOi raaaz hta hy…!!!

JOo sir dey deyy sir-e-Maidaan wOhi sirfrAzZ hta hy…!!!

Jahaan par khatum hOti hein hein HudOod-e-Aqal-e-InsAni..!!!

WashAn se KHUDAA ki KHUDAI ka Aaghaaz hta hy….!!!

 

23: Khudi se is tulism-e-rang-o-boo ko taur skte hein IQbaL______!!

yehhi tauheed thi js ko na tu samjah na meinn samjha______!!

 

24: Zindagi us ki jees ki mout pay zamana afsoos karay..

IQBAL

Youn to har shakhs aata hy es duniya mein marnay k liyeh.

 

25: Allama Iqbal aj zinda hote to pakistan ki halat daikh k yeh kehte:

‘jees raat meinne pakistan ka khowab deykha tha

Kash us raat jaag ker koi film deykh leta.

 

26: Munfaat aik hy is qom ki nuqsan b aik

Aik he sb ka Nabi deyehn bhe emaan bhe aik

Harm Pak bhe Allah bhe Qur’an bhe aik

Kch bari baat thi jo htay musalman bhe aik

Firqa bandi hy Kahin r kahin Zatain hn

Kia zamany mein panapny ki yehhi batain hn ?

Allama Iqbal

 

27: Maza deyti hein Zindagi ki Thokerain unko

‘Iqbal’

jeenhen Nam-e-Khuda ley kar Sabmhal Janey ki Adat ho.

 

28: Nahi Sajday kiyeh Hum ne kabhe Gairon ki Chokhat par ‘ IQBAL ‘

Humeinin jees ki Zaroaurat ho

‘KHUDA’ se Maang letay hein.

 

29: Allama Iqbal ne parindey se pocha..!

Kya tumhe asmaan se girne ka dar nahi hy ..?

Parindey ne kaha . . . . . . .

Iqbal yaar teri mairbani ena na s0chia ker

 

30: Dasht-e-Karbal meinn khara soch raha tha Islam

Faidah kya huwa kafir ko musalman kar k

(Alama Iqbal)

 

31: Ishq qaatil say bi, maqtool say hamdardi bi,

yehh bta kis say muhabbat ki jaza mangay ga,

Sajda Khaaliq ko bi, iblees say yarana bi,

Hashr meinin kis say aqeedat ka sila mangay gay? ?

(ALLAMA IQBAL)

 

32: Hazar Chashmah tere Sang-e-Raah se Phootay,

Khudi meinin Doob Kar ‘Zarb-e-Kaleem’ Paida Kar!

(Iqbal)

 

33: Mujh se mumkin hi nahi tujh ko samajhna ya RABB…!

jees ka banda ho Ali sa Wo khuda kia hoga.

HAPPY IQBAL DAY

 

34: Banda kam se kam wish he kar daita hy.

Parso meri Birthday thi

From: Allama Iqbal.

 

35: ‘jees ne deykha hmari azadi ka khwab’

‘Aaj hum apni EID ma usi ko bhol gyeh..!!!!!

‘HAPPY IQBAL DAY’ 9 !NOVEMBER!

 

MORE COMING ABOUT ALLAMA IQBAL DAY POETRY IN URDU, HINDI & ENGLISH..!!

Leave a Comment

GET HOT GIRLS & Boys Numbers 🔥👩 💋 🥵💋

X