Check the latest poetry about Matlabi Dost Shayari in Hindi for WhatsApp and Facebook.
Get 129+ Bewafa Matlabi Dost Shayari poetry Urdu and Download with image..!!
Sath rehte hain mere sab magar matlab ki had tak
Kahin thak jaun to tanha,kahin ruk jaun to tanha..!
ساتھ رہتے ہیں میرے سب مگر مطلب کی حد تک
کہیں تھک جاؤں تو تنہا ، کہیں رک جاؤں تو تنہا . . !

Jo apni adaat daal kar chor jate hain
اک جملہ ان كے لیے
جو اپنی عادت ڈال کر چور جاتے ہیں
Matlabi yaar hain
مطلبی دوست ہیں
مطلبی یار ہیں
Log kya the aur ap kya samajhte the
وقت آپکو بتا دیتا ہے كے
لوگ کیا تھے اور آپ کیا سمجھتے تھے
Main kahan tak bhagun sheeshe ke muqadar le kar..!!
مطلبی دُنیا كے لوگ کھڑے ہیں ہاتھوں میں پتھر لے کر
!!..میں کہاں تک بھاگوں شیشے كے مقدر لے کر
Ye log bina matlab khuda ko bhi yad nahin karte
کہاں وفا ملتی ہے ان مٹی كے حَسِین انسانوں سے
یہ لوگ بنا مطلب خدا کو بھی یاد نہیں کرتے
Contents
Matlabi Dost Shayari 2 Lines
Taluq or zarf ka pta Taluq k bigarne py pta chalta hai..
—–
Kon Kb kisi ka hota hai sub jhoote rishte naate hain
sub dill rakhne ki baaten hain
sub asli roop chupate hain
Ehsaas sy khaali log yahan lafzon k teer chalate hain..
—–
Kuch log aap sy sirf itni mohabbat karte hain
jitna aapko istamal kar sakte hain
jahan unka mafad khatam ho
wahan unki mohabbat bhi khatam hojati hai..
—–
Waqt aap ko bata deta hai k log kiya thay or aap kiya samjhtye thay..
—–
Dunya mein aapka haqeeqi muqaam wohi hai
jis ka izhaar log aapki ger mojoodgi mein karte hain..
—————-
Waqt mosam or log sub ki ek si fitrat hoti hai
Kb kon kahan badal jaye pta hi nhi chalta..
————-
Burey waqt mein bhi ek achae hoto hai
jesay hi ata hai faltu log chalye jataye hain..
—-
Kuch log aapnaye khelaf tu ek lafz bhi bardasht nhi kar sakte
lekin aapna zyda tar waqt dosron py tanked mein surf kar rahaye hotaye hain..
—
Kon kehta hai duswar hai admi ko marna
lehja badal tewar badal nazreein badal or mardaye..
—
jo jitni tawaja ka malik ho uss ko utni hi ahmiyat du
kam zarf logon ka had sy zyda khayal rakho gaye
tu aapni ahmiyat kho betho gaye..
—
Zehni tor par bekadraye logon k sath
bandh jana bhi kisi aziyat sy kam nhi hota..
—
Girgeat mahol dekh kar rang badlta hai
or insan mouka dekh kar..
—-
Mujhey koi farq nhi dushmano ki bas mujhey nafrat hai
un logon sy jo dosti k libas mein munafiq hun..
—–
Woh ‘Dost’ Jo Dosti Main Yoon Be’imaan Huwa Karty Hyn
Kya Maloom Tha Dosti Bhi Matlab Se Kiya Karty Hyn
Jab Hoti Ha Zroorat To Woh ‘Dost’ Badhate Ha Haath
Matlab Nikal Jaane Par Wahi Haath Khench Liya Karty Hyn
Labon Par Le Kar Muskan ‘Dost’ Aate Ha Karne Salaam
Phir Matlab Na Ho To Nazrain Phair Liya Karty Hyn
Yaa Khuda Maaf Kar Dena Unn Gustakh Doston Ko Jo
Dosti Ka Naam ‘Dost’ Ban Kar Badnaam Kiya Karty Hyn
Jaa Ae Dost Tum Khush Raho Hum Sy Kar K Yoon Daga
Teri Khushi Ki Hum Aaj Bhi Dill Se Dua Karty Hyn
—
Koyi Mila Hi Nahi Jisko Wafa Dety
Hr Ik Ne Dill Tora Kis Kis Ko Saza Dety!
—
Mere Matlab Ka Shakhs Tha Woh,
Afsos K Woh Bhi Matlabi Nikla
—
Mudat Ke Baad Dastak Huwi,
Lagta Ha Koyi Matlabi Aaya Ho ga.
—
“Matlabi dost koily Jaisa hota Hai,
Jab koila garam hota Hai,
Toh haath jala deta Hai
Or jab thanda hota Hai
Toh haath kaaley kar deta Hai
Hazrat Ali (S.A)
Matlabi Dost Shayari Hindi
Kabi Kisi Par Zyada Vishvaas Mat Karo “Jaani”
Yahann Dost Bhi Dhoka Dy Diya Karty Hyn
==
Mohabbat Se Zyada Dosti Par Gumaan Tha
Mera Dost Mere Liye Meri Jaan Tha
Aakhir Dhoka Diya Us Dost Ne Bhi
Jis K Liye Main Jaan Dyne Ko Tayar Tha
===
Dost Bana Kar Wo Khail Racha Raha Tha
Meri Mohabbat Ko Mujh Sy Chheen Kar Apni Bana Raha Tha
Dosti Naam Ko Bhi Wo Kalank Laga Raha Tha
Main Us Bewafa Dost Ke Dhokey Me Aarha Tha
===
Dost Par Tha Vishwaas Us ny Tor Diya Tha
Apni Mohabbat Ko Hum Ny Dost Ke Liye Chhor Diya Tha
Us Dost Ne Bhi Humse Dhoka Kiya
Jis K Liye Hum Ny Apni Mohabbat Ko Bewafa Bol Diya Tha
===
Doston Ke Sath Hum Khush Rahaa Karty The
Mohabbat Se Pehly Doston Ko Waqt Diya Karty The
Un Dosti Ke Sath Hum Har Roz Piya Karty The
Akhir Bewafa Nikle Dost Jin k Liye Hum Jiya Karty The
===
Dosti Karny Se Pehly
Dost Ko Aazmana Chahiye
Yahan Dosti Ke Naam Par
Logg Barbad Kar Diya Karty Hyn
===
Wo Kehti Thi Tumhare Dost Sahi Nahi
Hum Ny Usey Chhor Diya Tha
Aakhir Phir Yaad Aayi Uski
Jab Doston Ne Humein Dagaa Diya Tha
==
Kuch Dost Aapke Liye Apni Jaan Hote Hai
Lekin Wo Uper We Aapke Aur Dil Se Shaitan Hote H
===
Jo Khushiyon Mein Shamil Hote The
Aakhir Unhone Gam Ki Barsaat Ki
Jab Musibat Mein The Toh
Kisi Dost Ne Bhi Naa Humse Baat Ki
===
Us Bewafa Ne Ek Dost Banaya Tha
Humse Zyada Usko Chaha Tha
Us Dost Ki Baaton Mein Aakar Chhor Diya Humein
Jisko Hum Ny Apni Jaan Banaya Tha
===
Kuch Logon Ki Baaton Mein Wo Aaya Tha
Usko Humare Sach Par Yakin Nahi Aaya Tha
Dosti Tor Gaya Kisi Ke Bahkawe Mein Aakar
Mere Dost Ne Mujhe Dhokeybaj Bataya Tha
===
Sacha Wafadar Dost Bhi Kismat Ki Baat Hai
Aaj Ke Waqt Mein Sabke Dil Mein Paison Ki Pyas H
Jo Humare Bure Waqt Mein Bhi Naa Chhory Saath
Humko Ek Aise Dost Ki Talash Hai
===
Wo Rota Hua Humare Paas Aaya Tha
Hum Ny Gale Laga Kar Usey Samjhaya Tha
Akhir Dhoka Kiya Us ny Humare Sath
Jisko Hum Ny Apna Dost Banaya Tha
===
Jo Mere Sath Bethh Kar Khana Bhi Khata Hai
Jo Mujhe Apna Bhai Batata Hai
Wo Mera Dhokeybaj Dost Hai
Jo Gairon Ke Samne Mujhe Bura Batata Hai
===
Dosti Karke Koi Dagaa Dy Gaya
Kisi Par Naa Kar Paayein Vishvaas Kabi
Aisi Wo Seekh Dy Gaya
===
Dil Se Dil Milaya Tha
Hum Ny Apna Har Raaz Apne Dost Ko Bataya Tha
Dhoka Mila Aakhir Uske Hath Se
Jis Dost Ko Hum Ny Jeena Sikhaya Tha
===
Kon Kehta Hai Ki Sirf Mohabbat Bewafa Hoti Hai
Hum Ny Dosti Me Bhi Dhokey Khaye Hai
===
Ishq Mohabbat Hum Ny Kabi Kiya Hi Nahi
Kisi Ko Hum Ny Dhoka Kabi Diya Hi Nahi
Kuch Dost The Jo Beech Raste Chhor Gaye
Aur Kuch Ne Toh Saath Diya Hi Nahi
===
Mohabbat Rooth Jaye Toh Koi Baat Nahi
Dost Ko Naa Ruthne Diya Tha Kabi
Chhor Diya Us ny Hi Saath Humara
Jis Dost Ke Liye Mohabbat Ko Thukraya Tha Kabi
===
Yaara Teri Yari Par Yeh Dil Qurban Tha
Magar Tu Dost Nahi Gaddar Yaar Tha
===
Main Har Kaam Mein Uska Saath Nibhata Tha
Koi Bolta Tha Uske Bare Me Bura To
Main Uske Bare Me Naa Sun Paata Tha
Wo Mere Qatal Ki Tayari Mein Tha
Jis Dost Ko Main Apna Bhai Batata Tha
===
Wahi Zindagi Thi Bas Jo Beet Gayi
Kuch Lamhein Jo Guzare Doston Ke Sath The
More coming Friends Matlabi Dost Shayari Hindi and English..!!

