- Home
- /
- Islamic Poetry
- /
- Youm E Ashura Shayari...
CHECKOUT!!! 99+ Muharram Al Haraam Shayari in Urdu for WhatsApp, Facebook and Instagram. GET 100+ Latest Youm E Ashura 10th Muharram Shayari and DOWNLOAD with IMAGES..!! CHECK NEW and LATEST Karbala Muharram Quotes and Status with IMAGES..!!! Muharram is HOLY MONTH of ISLAM and according to this ISLAMIC CALENDER and NEW YEAR of Muslims start. In this year 2021, Youm E Ashura will be on 18th & 19th August.
Contents
2 Lines Yaum e Ashura Shayari
Qatal e Hussain Asal main marg e Yazeed hai
Islam zinda hota hai har Karbala ke baad
قتل حسین اصل میں مرگ یزید ہے
اسلام زندہ ہوتا ہے ہر کربلا كے بعد
ISHQ main kya lutaiye ISHQ main kya bachaiye?
Aal-e Nabi (SAW) Ne likh diya saara nisaab rait par
Wajib hai mera qatal bhi firqay ki ruh se ab
Hai shia huway bagair mujh mein gham e HUSSAIN (R.A)
واجب ہے میرا قتل بھی فرقے کی رو سے اب
مجھ میں غم حسین ۴ ہے شیعہ ہوئے بغیر
din roye ga raat roye gi
har momin ki zaat roye gi
jab bhi muharam ka nazar aya karay ga chand
gham e HUSSAIN (R.A) mein saari kainat roye ga
دن روئے گا رات روئی گی ہر مومن کی زات روئے گی
جب بھی محرم کا نظر آیا کرے گا چاند غم حسین میں ساری کائنات روئے گی
karbal kay intezaar ki shidat naa puchiye
urra kay khaak takti thi rasta HUSSAIN (R.A) ka
کربل کے انتظار کی شدت نہ پوچھیے
اڑاڑ کے خاک تکتی تھی رستہ حسین کا
Khuda kay honay ki tasdeek “La” mein shamil
Magar wo “La” jo faqat “Karbala” mwin shamil hai
خدا کے ہونے کی تصدیق “لا” میں شامل ہے
مگر وہ “لا” جو فقط “کربلا” میں شامل ہے
tamana thi kay paiwand e Karbala hotay
agarchay khaak he hotay magar khaak e shifa hotay
تمنا تھی کہ پیوندِزمینِ کربلا ہوتے
اگرچہ خاک ہی ہوتے مگر خاکِ شفا ہوتے
HUSSAIN (R.A) noh e bashar ki hai abru tujh se
hadith e hurmat e insaan hai surkh ruh tujh se
حسین نوعِ بشر کی ہے آبرو تجھ سے
حدیثِ حرمتِ انساں ہے سرخرو تجھ س
aalam khareed le ga jo aisa gareeb hai
mera HUSSAIN (R.A) karbo balah se qareeb hai
عالم خرید لے گا جو ایسا غریب ہے
میرا حسین کرب و بلا سے قریب ہے
HUSSAIN (R.A) teray lahu ki booh
Falak kay daman se aa rahi hai
حُسین ؑ تیرے لهو کی خُو شبو
فلک کے دامن سے آرهی ه
bohat qareeb se dekha hai mene sabar e khaleel
magar HUSSAIN (R.A) tereay sabar ka koi jawab nahi
بہت قریب سے دیکھا ہے میں نے صبر خلیل
مگر حسین تیرے صبر کا کوئی جواب نہیں
Qatal e HUSSAIN (R.A) asal mein marg e yazeed hai
Islam zinda hota hai har Karnala kay baad
قتل حسینؑ اصل میں مرگ یزید ہے
اسلام زندہ ہوتا ہے ہر کربلا کے بعد
10th Muharram Shayari
zindagi be chain hai MOULA thora sa chain de
aur kuch na de ba Zayarat e HUSSAIN (R.A) de
زندگی بے چین ہے مولا تھوڑا سا چین دے
اور کچھ نہ دے بس زیارت حسین دے
wapis Madine laut kar ayien naa phir HUSSAIN (R.A)
Ya Rab kisi gareeb ka aisa safar naa ho
واپس مدینے لوٹ کے آئے نہ پھر حسین
یا رب کسی غریب کا ایسا سفر نہ ہو
ghamon ki bheer mein rasta bana kar chalta hoon
HUSSAIN (R.A) ka nokar hoon sir utha kar chalta hoon
غموں کی بھیڑ میں رستہ بنا کہ چلتا ہوں
حسین کا نوکر ہو سر اٹھا کے چلتا ہوں
matti mein mil gaye iraday yazeed kay
lehra raha aj bhi parcham HUSSAIN (R.A) ka
مٹی میں مل گئے ارادے یزید کے
لہرا رہا ہے آج بھی پرچم حسین کا
Jis ki Maa FATIMA (R.A) jin kay Nana NABI (SAWW)
Un HUSSAIN (R.A) ibn e HAIDER ki kya baat hai
جس کی ماں فاطمہ جس کا نانا نبی
اس حسین ابن حیدر کی کیا بات ہے
dono jahano ka waali Nana HUSSAIN (R.A) ka
sadiyaan HUSSAIN (R.A) ki hain zamana HUSSAIN (R.A) ka
دونوں جہاں کا والی نانا حسین کا
صدیاں حسین کی ہیں زمانہ حسین کا
wo waqt jiska puri kainat ko intezaar hai
wo lamha jisky liye rooh tarap rahi hai
وہ وقت جس کا پوری کائنات کو انتظار ہے
وہ لمحہ جس کے لیے روح تڑپ رہی ہے
zakhmon ko rafu kartay hain HUSSAIN (R.A) kay gham se
ankhon ka wazu kartay jain HUSSAIN (R.A) kay gham se
ab saal kay agaaz mein jo chaaho karo tum
hum saal shuru kartay hain HUSSAIN (R.A) kay gham se
زخموں کو رفو کرتےهیں حسین کے غم سے
آنکهوں کا وضو کرتے هیں حسین کے غم سے
اب سال کے آغاز میں جو چاهوں کرو تم
هم سال شروع کرتے هیں حسین کے غم سے
Shah ast HUSSAIN (R.A) badshah ast HUSSAIN (R.A)
Deen ast HUSSAIN (R.A) Deen e panah ast HUSSAIN (R.A)
Sir daad naa daddast dar dast yazeed
Haqa kay bina La Ilaha Ast HUSSAIN (R.A)
شاہ است حسین بادشاہ است حسین
دیں است حسین دین پناہ است حسین
سر داد نہ داددست در دست یزید
حقا کہ بنا لا اِلاہ است حسین
ahista bol itni daleelyn naa de mujhe
gustakhiyaan na kar kay shah e mushrakeen hoon
lay ab laga raha hoon teri khaak par khayaam
itna bharak rahi hai to sun mein HUSSAIN (R.A) hoon
آہستہ بول اتنی دلیلیں نہ دے مجھے
گستاخیاں نہ کر کہ شہہ مشرقین ہوں
لے اب لگا رہا ہوں تیری خاک پر خیام
اتنا بھڑک رہی ہے تو سن میں حسین ہوں
2 Lines Imam e Hussain Shayari
chor agar HUSSAIN (R.A) ko Jannat na paao gy
saray jahan ko Hur ne khanardaar kar diya
چھوڑا اگر حُسین کو جنت نہ پاؤ گے
سارے جہاں کو حُر نے خبردار کردیا
tarap uthta hai dil, lafzon mein dohrai nahi jati
jubaan par Karbala ki dastaan laai nahi jati
تڑپ اٹھتا ہے دل، لفظوں میں دہرائی نہیں جاتی
زباں پر کربلا کی داستاں لائی نہیں جاتی
Karabala se shaur paya hai
zulm dekhun to bol parta hoon
کربلا سے شعور پایا ہے
ظلم دیکھوں تو بول پڑتا ہوں
qaafla reh gya ik dasht e baala’n mein piyaasa
jin ki meeraas thi Kausar unhain paani tak naa mila
قافلہ رہ گیا اک دشت بالا میں پیاسا
جن کی میراث تھی کوثر انھیں پانی نہ ملا
kal kay yazeed ka masla, Wajood e HUSSAIN (R.A) thay
aaj kay yazeed ka masla, Zikar e HUSSAIN (R.A) hain
کل کے یزید کا مسئلہ، وجودِ حسینؑ تھا
آج کے یزید کا مسئلہ، ذکرِ حسینؑ ہے
ishq to sir maangta hai miyaan
ishq pe Karbala ka saaya hai
عشق تو سر مانگتا ہے میاں
عشق پہ کربلا کا سایہ ہے
jo maanga hai to jhoolay ki simat aa jao
ameer e Karbo bala hao HUSSAIN (R.A) ka ASGHAR (R.A)
جو مانگنا ہے تو جھولے کی سمت آجائو
امیرِ کرب و بلا ہے حسینؑ کا اصغرؑ
awaaz de raha hai ye Maidaan e Karbala
kuch roz reh gaye hain shikast e yazeed mein
آواز دے رہا ہے یہ میدان کربلا
کچھ روز رہ گئے ہیں شکست یزید میں
JIBRAEAL (A.S) Karbaka se ye kehtay huway gaye
HUSSAIN (R.A) ki maqrooz hashar tak hai kainat
جبرائیلؑ کربلا سے یہ کہتےہوئے گئے
مقروض حشر تک ہے کائنات حسینؐ کی
had he nahi HUSSAIN (R.A) Aapky inteqaam ki
lafaz e yazeed gaali se badtar bana diya
حد ہی نہی حسین تیرے انتقام کی
لفظِ یزید گالی سے بدتر بنا دیا
Karbala Day Poetry Images
ay Chaand Karabala kay tu ne to dekhy hon gy
utray thy is zameen par arsh e bari’n kay taaray
اے چاند کربلا کے تو نے تو دیکھے ہونگے
اترے تھے اس زمیں پر عرش بریں کے تارے
ramooz e ishq o mohabbat tamaam jaanta hoon
HUSSAIN (R.A) Ibn e ALI (R.A) ko Imaam jaanta hoon
رموزِ عشق و محبت تمام جانتا ہوں
حسین ابنِ علی کو امام جانتا ہوں
Hazoor Shafi e Mehshar, ALI (R.A) kahain kay ye shaks
gunnah gaar bohat hai magar HUSSAIN (R.A) ka
حضور شافعِ محشر، علی ؓکہیں کہ یہ شخص
گناہ گار بُہت ہے مگر حسینؓ کا ہ
Shabbir sa jahan mein koi nahi tabeeb
Matti shifa bani hai faqat Karbala kay baad
شبیر سا جہاں میں کوٸ نہی طبیب
مٹی شفا بنی ہے فقط کربلا کے بعد
Aankhon kay saahilon pe ashkonka ik hajoom
shayad Gham e HUSSAIN (R.A) ka mausam qareeb hai
آنکھوں کے ساحلوں پہ اشکوں کا اک ہجوم
شاید غم حسین کا موسم قریب ہے
Karbala Status in English
Makah Madina o Najaf Karbala
Ishq e KHUDA ka yehi hai raasta
HUSSAIN (R.A) ik baar jo keh detay kay MAULA paani
Karbala!! Teray sambhaalay naa sambhalta paani
Kon kehta hai kay paani ko tarsay thay HUSSAIN (R.A)
In kay honton ko tarasta raha piyasa paani
Namaaz aaj bhi sadiyoon sey is talaash mein hai
Mujhe HUSSAIN (R.A) ki tarhan adaah karay koi
Ay Karbala ki khaak Un HUSSAIN (R.A) ko naa bhool
Tarapti hai tujh pay laasha jigaar gosha e BATOOL (R.A)
Islam kay lahu sey teri piyaas bhuj gaye
Serran kar gaya tujhey khoon rag RASOOL (SAWW)
Karti rahay gi paysh Shahadat HUSSAIN (R.A) ki
Azaadi e hayaat ka ye sarmadi asool
Charh jaye kat kay sir tera naiyzay ki nok par
Lekin yazeediyon ki aytaat naa kar qabool
Ankhon ke saahilon pe hai ashko’n ka ik hajooom
Shayad gham e HUssain RA ka Mosam qareeb hai
More Coming about Karbala Muharram Ashura Poetry, Status Urdu & English…!!