CHECKOUT!! New and latest 300+ Rabi Ul Awal Shayari in Urdu for FACEBOOK, WHATSAPP and INSTAGRAM. GET 12 Rabi ul awal Poetry SMS in Urdu with IMAGES..!! NOW GET Bara Rabi Ul Awal Shayari Hindi and Download with IMAGES.!!
Rabi Ul Awal is a HOLY MONTH in ISLAM and 12 RABI UL AWWAL is the Birthday of Beloved PROPHET MUHAMMAD (SAWW) which will be celebrated on OCTOBER 19 , 2021.
Contents
12 Rabi Ul Awal Poetry Image
Tarap Raha Hai Dil Hazri Ko
Ya Rasool Allah SAWW Bula Lijiye
Ab Madine Mein..
تڑپ رہا ہے دِل حاضری کو
یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم بلا لیجیے
اب مدینی میں . .
Chaaro taraf Noor Chaaya
AAQA ka milaad aaya
چارو طرف نور چھایا
آقا کا میلاد آیا
نبی صلی اللہ علیہ وسلم کا جو غلام ہے
زندگی اسی کا نام ہے . .
شاہ کونین صلی اللہ علیہ وسلم جلوہ نعماء ہو گیا
رنگ عالم کا باطل نیا ہو گیا
نا کیوں ارایشاین کرتا خدا دنیا كے سامان میں
تمہیں دلہا بنا کر بھیجنا تھا بزم امکان میں
Eid Milad Un Nabi Poetry In English
1: Her Ibtada Sey Pehle Her Inteha Key Baad
Zaat-e-Nabi Buland Hy “Zaat-e-KHUDA” Key Baad,
Dunya Mein Ehtraam Key Qabil Hyn Jitny Log
Mein Sab Ko Mantaa Hoon Magar “MUSTAFA” Key Baad…!!!
===
2: Hashar tak daalyn gy hum peydaaish e MAULA SAW ki dhoom,
Misal e faaras najad key Qilay giraate jayn gy
Aajb andaaz se mehboob e haq ne jalwa farmaya
Suroor aankhon mein aya jaan o dil mein noor e imaan aya
======
3: Hue kal Alam-e-Rehmat ki phuwar
Aya Rabi ul Awwal to ayi bahaar
Milaad-e-Mustafa per sabhi musalmaan
Sajatay hyn Qarya Qarya Mehfil-e-SARKAAR SAW
======
4: Yehi faisle hyn Shaaour kay sadaa geet gaaun HAZOOR SAW kay
Nahi piyaar jisko HAZOOR SAW sey, wo aadmi he fazool hai
===
5: Khushboo-e-Gulaab Hy Paseena RASOOL SAW Ka,
Ap Ko Bhi Ho Mubarak Mahina RASOOL SAW Ka…!!!
6: Amna (R.A) ka muqadar sanwara gya
Goad mein chaand jin kay utara gya
Hoor-o-gulma Salami ko jhuknay lagay
Parhtay Rizwan (SAW) aa gaye
===
7: Nisaar teri chehal pehal par, Hazaro Eidain Rabi Ul Awal
Siwae to iblees kay jahan mein sabhi to khushiyaan manaa rahay hyn
====
8: 12 Rabi-ul-Awwal Key Din Ai Hy Taaza Bahaar Salallahu Alehi Wasalam Parhtay hyn Dar-o-Deewar Jashan-e-Eid Milaad-un-Nabi Mubarak Ho…!!!
====
9: Suntay hyn arsh walay
Suntay hyn farsh walay
Sultan-e-Noor ka khutba
Subha shab-e-wiladat
===
10: “Duniya Ki Her Feezaa Mein Ujala RASOOL SAW Ka,
Yeh Saari Kainat Hy Sadqa RASOOL SAW Ka,
Khushboo-e-Gulaab Hy Pasina RASOOL SAW Ka,
Aap Ko Bhi Ho Mubarak Maheena RASOOL SAW Ka…!!!”
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
===
11: NABI SAW Ka Jashan Aya Chaand Taaron Jhoomte Rehna
NABI SAW Key Naam Per Ae Namdaaro Jhoomte Rehna
Marhabaa Marhabaa Marhabaa Yaa MUSTAFA SAW
Mere AAKA SAW Aye hyn Jhumoo Merey DATA SAW Aye hyn Jhumoo
”Sub Ko Bohat Bohat EID MILAD-UN-NABI Mubarak
===
12: Sohnay AQQAA SAW aye ney Rehmat naal laiyaaye ney
Saaray Alam de vich vekho Noor dey baadal chaaye ney
===
13: “Ik Ye Jahaan Ik Wo Jahaan, In Do Jahaan Key Darmiyan Bas Fasla Hy Ik Saans Ka,
Jo Chal Rahi Hy To Ye Jahaan Jo Ruk Gae To Wo Jahaan
Saki Is Maala Mein Moti Paroo Do DAROOD Ke,
Phir Ye Jahaan Ho Ya Wo Jahaan Hamaray Sath Ho Ga “SARKAR-E-DO JAHAN” Ka…!!!”
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak ho
===
14: 12 Rabi Ul Awal kay din AQQAA SAW aye duniya mein
In ki Aamad per Rehmat kay baadal chaaye duniya mein
Jashan maanao AQQAA SAW ka, Khush hon gay REHMAN.
===
15: Shams-o-Qamar or Taarae Kyun Naa Hon Khush Aaj Saare
Unsay Hi To Noor Paaya AQQAA SAW Ka Milaad Aya
Khushyan Manate Hyn Wohi Dhoomeon Machatay Hyn Woh
Jin Parr Huaa Unka Saya
AQQAA SAW ka Milaad Aya
Ghar Ko Sajaaty Hyn Wohi
Jhanday Lehrate Hyn Wohi
====
16: Meray achay RASOOL SAW
Karain mujhay Mala Maal
Meri jholi mein daalain apnay Qadmon ki Dhool
Ashk ban kee duaien
Meri palkon pey ayien
Or sadayien lagayien
Chal MUHAMMAD SAW key paas
Chal MUHAMMAD SAW key paas
====
17: Wo jo naa thay to kuch naa tha, Wo SAWW jo naa hon to kuch naa ho
Jaan hain WO SAWW jahaan ki, aur jaan hy to jahaan hy
Ye kis shahansha SAWW ki Aamad Aamad hy
Ye kon se shahanshah SAWW ki Aamad Aamad hy
====
18: Naa kyun Aaraishyn karta KHUDA Duniya key Saman me
Tumhyn Dulha bana ker Bheja tha Bazam e Imkan me
====
19: Daman me in ke le o Panah aj Munkeero
Mehangi paray gi Warna Adawat RASOOL SAWW ki
===
20: lagatay hyn Naaraah ye Emaan walay
MUHAMMAD SAWW hamaray bari Shaan walat
====
21: Jis Suhaani ghari Chamka Taiaba ka Chaand
Us dil Afroz sayout pey Lakhon Salaam
===
22: aizaaz ye hasil hy to hasil hy zameen ko
aflaak pey to GUNBAD e KHIZRA nahe koe
===
23: ajab andaaz sey MEHBOOB e HAQ SAWW ne jalwaa farmaya
sarur aankhon mein aya, jaan dil mein, noor emaan mein
===
24: Zikar e RASOOL e PAAK sey pur Noor hy fiza
Phirti hy shehar shehar, Ye khushbu liya saba
Lota nahe hy koi bhi be Manzil o Muraad
Sub key liya hy UN ki Shifayat ka darr khula
Baad az KHUDA buzurg hy bas Zaat AAP SAWW ki
Paighaam AAP SAWW ka hy faqat raaz e LA ILLAHA
Hub o Wafaa o Shouq hy tayut RASOOL SAWW ki
Wo surkh ruh hy jis ne MUHAMMAD SAWW se ki wafaa
Dawaa hy mujh ko dahar mein Ishq e RASOOL SAW ka
Hai loh e Dil peh naam MUHAMMAD SAWW likha hua
12 Rabi Ul Awwal Shayari Hindi

12 Rabi Ul Awal Status Shayari

25: “Ajb Faiz Hy AQQAA SAWW Aapki Mohabat Ka.
Darood Aap SAWW py Parhun Or Khud Sanwar Jaun…!!!”
“Rabi-ul-Awal Ka Maheena Mubarak Ho…!!!”
===
26: “Bht Muqadas hy Meray Piyare NABI SAWW Key Qadmoun Ki Dhool,
Kash Key Is Dhool Ka Koe Zarah Meri Qabr Ki Zenat Bn Jae…!!! Ameen…!!!
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
===
27: “Rehmatoun Ki Hy Ye Raat
Namazoun Ka Rakhiye Ga Sath,
Manwa Lijiye RAB Se Har Baat
Duaon Mein Rakhiye Ga Ham Ko Yaad…!!!
“Mubarak Ho Ap Ko 12 Rabi-ul-Awal Ki Yeh Rat…!!!”
===
28: “Ik Ye Jahaan Ik Wo Jahaan, In Do Jahaano Key Darmiyan Bas Faasla Hy Ik Sans Ka, Jo Chal Rahe Hy To Ye Jahaan Jo Ruk Gae To Wo Jahaan, Saki Is Maala Mein Moti Parro Do DAROOD Key, Phir Ye Jahaan Ho Ya Wo Jahaan Hamare Sath Ho Ga “SARKAR-E-DO JAHAAN” Ka…!!!”
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
===
29: Duniya Ki Har Fiza Mein Ujala RASOOL SAWW Ka,
Ye Sari Kainat Hy Sadqa RASOOL SAWW Ka,
Khushbu-E-Gulaab Hy Paseena RASOOL SAWW Ka,
Aap Ko Bhe Ho Mubarak Maheena RASOOL SAWW Ka…!!!”
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
===
30: “Khushbu-e-Gulaab Hy Paseena RASOOL SAWW Ka,
Aap Ko Bhe Ho Mubarak Maheena RASOOL SAWW Ka…!!!”
“EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
Rabi Ul Awal Mubarak Shayari
31: Har Ibtada Sy Pehle Har Inteha Key Baad
Zaat-e-Nabi Buland Hy “Zaat-e-KHUDA” Key Baad,
Duniya Mein Ehtram Ke Qabil Hyn Jitne Log
Mein Sab Ko Maanta Hun Magar “MUSTAFA SAWW” Key Baad…!!!
===
32: “RABI-ul-AWWAL Bht Bht Mubarak Ho, Remember Me In Your Prayers EID MILAAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”
===
33: Khushbu-e-Gulaab Hy Paseena RASOOL SAWW Ka,
Aap Ko Bhe Ho Mubarak Maheena RASOOL SAWW Ka…!!!
===
34: “12 Rabi-ul-Awwal Key Din Ai Hy Taaza Bahaar Salallahu Alehi Wasalam Parhtay Hyn Dar-o-Deewar Jashan-e-Eid Melad-un-Nabi Mubarak Ho…!!!”
===
35: Zamee’n mailee nahe hota zaman maila nahe hota
MUHAMMAD SAWW key Ghulaamo’n ka kafan maila nahe hota
===
36: Mein faqat khaak magar AAP SAWW sey hy Nisbat meri
Aik yehi Rishta meri auqaat badal deta hy
12 Rabi-ul-Awal Mubarak Ho Sab Ko!!!!
===
37: Salam us ulfat par
Kab akhri waqt mein bhi
Chaaha faqt Umaat ko
===
38: Hum bekaso ka sahara aa raha hy
Hum gumgeeno keh ghumkhaar aa rahe hyn
===
39: Atta dekhi to apne RAB ki dekhi
Warna kon deta hy mehboob apna MUHAMMAD SAWA jesa
===
40: Koe jaa kar keh dey HAZOOR SAWW sey
Key meray dard-e-dil ki dawa karain
Naa meri nazar sey juda hon wo
Naa mujhey apni nazar sey juda karain
===
41: Kaabay ka Badru Duja AAP SAAW pey Laakhon DAROOD
Taiba key Shamshud duha AAP SAWW pey Laakhon DAROOD
Shaafae Roze jaza AAP SAWW pey Karooro’n DAROOD
Dafaae Jumla Bala AAP SAWW pey Karooro’n DAROOD
MORE COMING ABOUT RABI UL AWAL POETRY IN URDU, ENGLISH HINDI WITH IMAGES..!!